Hazrat Ali (R.A.) Quotes

Hazrat Ali (R.A) Quotes In Urdu

Hazrat Ali (R.A) Quotes In Urdu are a veritable goldmine of eloquent expressions for individuals seeking

to realign their lives.

whose life was characterized by sincerity and practical difficulties.

His renowned and eminent words delineate every stage of existence methodically Hazrat Ali (R.A)

quotes in Urdu text pasted dynamically, which aids in self-awareness.

We all must learn valuable life lessons from English-language Hazrat Ali quotations.

Top Golden Words & Hazrat Ali Quotes In Urdu 2 Lines

Hazrat Ali (R.A) Quotes

Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Agar Tum Us Waqt Muskura Saktay Ho Jab Tum Poori Tarah Toot Chukay Ho,
To Yaqeen Jaano Duniya Main Tumhain Kabhe Koi Nahin Tor Sakta.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اگر تم اس وقت مسکرا سکتے ہو جب تم پوری طرح ٹوٹ چکے ہو
تو یقین جانو دنیا میں تمہیں کبھی کوئی نہیں توڑ سکتا


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Achay Logon Ka Tumhari Zindagi Main Aana Tumhari Qismat Hoti Hai,
Aur Unhain Sanhbhal Kar Rakhna Tumhara Hunar.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت ہوتی ہے
اور انہیں سنبھال کر رکھنا تمہارا ہنر


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Logon Se Yad Karnay Ka Shikwa Mat Kar Kyun Kay Jo Insaan,
Apnay Rab Ko Bhool Sakta Hai Wo Sub ko Bhool Sakta Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

لوگوں سے یاد کرنے کا شکوہ مت کر کیوں کے جو انسان
اپنے رب کو بھول سکتا ہے وہ سب کو بھول سکتا ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Jab Taqat Zayada Ho Jati Hai To Khawahish Kam Ho Jati Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جب طاقت زیادہ ہو جاتی ہے تو خواہش کم ہو جاتی ہے


Top 10 Hazrat Ali Quotes Farman Mola Alin Urdu Text 1 Line

  • Har Subha Jaldi Uth Kar Apne Kam Kaaj Mein Mashgool Ho Jao, Sayadat Paa Jao Gay.
  • Un Logon Ko Khone Se Daro, Jin Kay Nazdeek Dosti Kay Rishte Khoon Kay Rishtoon Se Zeda Aziz Hoon.
  • Jahalat Ek Kisam Ki Maut Hai Aur Jahil Log Chalti Pirti Lashein Hain.
  • Jo Insan Kisi Kay Ehsaan Ka Shukar Guzaar Nahin Hai Wo Ainda Zarur Isse Mehroom Ho Jata Hai.
  • Pareshani Khamosh Rehne Se Kam, Sabar Karne Se Khatam Aur Shukar Karne Se Khushi Mein Badal Jati Hai.
  • Gurbat Insan Ko Apne Hi Shehar Mein Ajnabi Bana Deti Hai.
  •  Muskhil Waqt Ajaiye Tu Kisi Ka Ehsaan Na Lo Kyunke Muskhil Waqt 4 Din Ka Aur Ehsaan Zindagi Bar Ka Hota Hai.
  • Kabhi Apne Zubaan Se Kisi Kay Aaib Mat Bayan Na Karo Kyunke Aaib Tum Main Bhi Hain Aur Zubaan Logon Ki Bhi Hai.
  • Kisi Ka Aaib Talaash Karne Wale Ki Misaal Iss Makhi Ki Si Hai Jo Saraa Khubsurat Jism Chor Kar Zakham Par Bethi Hai.
  • Agar Insan Ko Tukabar Kay Baray Main Allah Ki Narazgi Aur Sazaa Ka Ilm Ho Jaye Tu Banda Sirf Fakeeron Aur Ghareebon Se Mile Aur Mitti Pe Betha Karay.

Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya

Us Ko Dost Mat Banao
Jo Kise Mehfil Main Apko Sharminda Kare
Khowa Wo Mazak He Q Na Kar Raha Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

اس کو دوست مت بناؤ
جو کسی محفل میں آپ کو شرمندہ کرے
خواہ وہ مزاق ہی کیوں نہ کر رہا ہو


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Sub Say Ziyada Ganee Wo Shakhs Hai Jo
Allah Tallah Ki Takseem Par Razi Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

سب سے زیادہ غنی وہ شخص ہے جو
اللہ تعالیٰ کی تقسیم پر راضی ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Logoon K Ghulam Mat Bano Jub
Allah Ne Tumhe Aazad Paida Kiya Hai

حضرت علیؓ نے فرمایا

لوگوں کے غلام مت بنو جب
اللہ نے تمہیں آزاد پیدا کیا ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

JIs Say Mohabbet Ki Jai Us Say Mukabla Nahi Kiya Jata
Kise Ko Paa Lena Mohabbet Nahi Balkey Kise K Dil Main Jaghan Bana Lena Mohabbet Hai

حضرت علیؓ نے فرمایا

جس سے محبّت کی جاۓ اس سے مقابلہ نہیں کیا جاتا
کسی کو پا لینا محبّت نہیں بلکہ کسی کے دل میں جگہ بنا لینا محبّت ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Duniya Mein Hazar Rishte Banao Lakin Aik Rishta Asa Banao
Jub Hazar Aap K Khilaf Hon
To Wo Aik Aap K Sath Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

دنیا میں ہزار رشتے بناؤ لیکن ایک رشتہ ایسا بناؤ
جب ہزاروں آپکے خلاف ہوں
تو وہ ایک آپ کے ساتھ ہو


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Insaniyat Buhat Bara Khazana Hai
Isy Libas Main Nahi Insan Main Talash Kro

حضرت علیؓ نے فرمایا

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے
اسے لباس میں نہیں انسان میں تلاش کرو


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Tera Nafs Tujh Se Wahi Kam Karwaiay Ga
Jis K Saath Tu Ne Usy Manoos Banaya Hai

حضرت علیؓ

تیرا نفس تجھ سے وہی کام کرواۓ گا
جس کے ساتھ تونے اسے مانوس بنایا ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Jo Insaan Kisi Kay Ehsaan Ka Shukar Guzaar Nahin Hai
Wo Aainda Zaror Us Se Mehroom Ho Jata Hai..!

حضرت علیؓ

جو انسان کسی کے احسان کا شکر گزار نہیں ہے
وہ آئندہ ضرور اس سے محروم ہو جاتا ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Jab Kisi Ko Kisi Se Rishta Khatam Karna Ho to
Sab Se Pehlay Wo Apni Zubaan Ki Mithas Khatam Karta hai

حضرت علیؓ

جب کسی کو کسی سے رشتہ ختم کرنا ہوتو
سب سے پہلے وہ اپنی زبان کی مٹھاس ختم کرتا ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Hamesha Aaisay Shakhs Ko Chuna Karo Jo Aapko Izat Day
Kyoun Kay Izat Muhabbat Se Kahin Ziada Khas Hoti Hai..!

حضرت علیؓ

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپکو عزت دے
کیونکہ عزت محبّت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Jab Insan Ki Aqal Mukamal Ho Jati Hai
To Us Ki Guftgu Mukhtasir Ho Jati Hai

حضرت علیؓ

جب انسان کی عقل مکلمل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو مختصر ہو جاتی ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Jhoot Bol Kar Jeetny Say Acha Hai
Tum Sach Bol Kar Haar Jao

حضرت علیؓ

جھوٹ بول کر جیتنے سے اچھا ہے
تم سچ بول کر ہار جاؤ


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Do Cheezain Asi Hain Jin K Sawaab Ka
Wazan Nahi Ho Sakta
Maafi or Adaal

حضرت علیؓ

دو چیزیں ایسی ہیں جن کے ثواب کا
وزن نہیں ہو سکتا
معافی اور عدل


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Aqal Mand Hai Wo Shakhs
Jo Anjaam Soch Kar Kaam Karey

حضرت علیؓ

عقل مند ہے وہ شخص
جو انجام سوچ کر کام کرے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Pareshaniyan Halaat Say Nahi
Khayalat Say Paida Hoti Hain

حضرت علیؓ

پریشانیاں حالات سے نہیں
خیالات سے پیدا ہوتی ہیں


Hazrat Ali (R.A) Quotes

حضرت علیؓ نے فرمایا

دوستی کا بھرمصرف وہ لوگ رکھ سکتے

ہیں جن کے وجود میں سمندر جتنا دل ہو۔


Hazrat Ali (R.A) Quotes

حضرت علیؓ نے فرمایا

تم “جنت” نہ مانگو

بلکہ تم دنیا میں ایسے کام کرو کہ“جنت”تم کو مانگے۔


Hazrat Ali (R.A) Quotes

حضرت علیؓ نے فرمایا

ان لوگوں کو کھونے سے ڈروجن کے نزدیک دوستی کے رشتے

خون کے رشتوں سے زیادہ عزیز ہو


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Jisay Taqdeer Par Yaqeen Hota Hai
Wo Apnay Oper Nazil Honay Wali Musibton Se Nahin Ghabrata

حضرت علیؓ

جسے تقدیر پر یقین ہوتا ہے
وہ اپنے اپر نازل ہونے والی مصیبتوں سے نہیں گھبراتا


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Hamesha Aaisay Shakhs Ko Chuna Karo Jo Aapko Izat Day
Kyoun Kay Izat Muhabbat Se Kahin Ziada Khas Hoti Hai..!

حضرت علیؓ

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپکو عزت دے
کیونکہ عزت محبّت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

Hazrat Ali(R.A)

Aqal Mand Hai Wo Shakhs
Jo Anjaam Soch Kar Kaam Karey

حضرت علیؓ

عقل مند ہے وہ شخص
جو انجام سوچ کر کام کرے


Hazrat Ali (R.A) Quotes

حضرت علیؓ نے فرمایا

ہمیشہ سچ بولو تاکہ

تمہیں کبھی قسم کھانے کی ضرورت نہ پڑے۔


FAQs

Hazrat Ali (R.A), also known as Ali ibn Abi Talib, was the cousin and son-in-law of Prophet Muhammad (peace be upon him). He was the fourth caliph of Islam and is revered by Muslims for his wisdom, piety, and bravery.

Hazrat Ali’s (R.A) quotes encompass a wide range of topics, including faith, morality, justice, leadership, and the human condition. His sayings offer timeless wisdom and guidance for navigating life’s challenges.

Authentic quotes of Hazrat Ali (R.A) can be found in various Islamic literature, including books of hadith (sayings of Prophet Muhammad) and collections of his sermons and letters. Scholars and websites dedicated to Islamic teachings also compile his quotes.

Hazrat Ali’s (R.A) quotes are significant because they reflect profound insights into spiritual and ethical matters. His teachings emphasize virtues such as compassion, justice, humility, and perseverance, inspiring Muslims to lead righteous lives.

Yes, Hazrat Ali’s (R.A) quotes are highly applicable to modern life. Despite being centuries old, his wisdom transcends time and cultural boundaries, offering valuable lessons for individuals striving for personal growth, ethical conduct, and spiritual enlightenment.

Final Words

Hazrat Ali (R.A)’s quotes resonate as timeless gems of wisdom, guiding generations with profound

insights.

His words, steeped in faith and virtue, transcend epochs, offering solace and guidance in life’s labyrinth.

From justice to compassion, his teachings encapsulate the essence of humanity’s noblest aspirations.

In each quote, lies a beacon illuminating the path towards righteousness and spiritual fulfillment.

Whether in times of triumph or tribulation, Hazrat Ali’s (R.A) wisdom serves as a steadfast companion,

urging hearts towards piety and souls towards enlightenment. Through his enduring legacy, his quotes

continue to inspire, enrich, and uplift humanity’s collective consciousness.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *